Strumming Pattern

130 BPM
↓ ↓ ↑ ↑ ↓ ↑ ↑ ↓ ↑
D D U U D U U D U

A lively and energetic strum pattern that drives the song forward.

Verse 1
Main Sarphira Musaafir Hawaaon Pe Chaloon
Yaaron Ka Main Yaar Hoon Haan Hans Ke Sab Se Miloon
Verse 2
In Khali Khali Jebon Mein Iraade Behisaab Hain
In Chhoti Chhoti Aankhon Mein Bade Bade Se Khwaab Hain
Pre-Chorus
Sajaa De Meri Raahein Tu
Khol De Apni Baahein Tu
Chorus
Aa Raha Hoon Main Zindagi Aa Raha Hoon Main
Kar Le Aa Mujhse Dosti Zindagi Aa Raha Hoon Main

Verse 3
Dil Ki Suni Hai Maine Toh
Dil Ki Hi Main Sunoonga
Paagal Sa Hi Jiya Hoon Main
Paagal Sa Hi Jiyoonga
Mujhe Kya Jeet Haar Se
Mujhe Pyaar Pyaar Se Hey
Chorus
Aa Raha Hoon Main Zindagi Aa Raha Hoon Main
Kar Le Aa Mujhse Dosti Zindagi Aa Raha Hoon Main
Aa Raha Hoon Main Zindagi Aa Raha Hoon Main
Kar Le Aa Mujhse Dosti Zindagi Aa Raha Hoon Main
Verse 4
Utha Do Aasmaano Ko
Utha Do Aur Bhi Ooncha
Main Apne Pankh Toh Kholun
Mazaa Toh Aaye Udne Ka
Pre-Chorus
Mujhme Hausla Bhara
Mujhe Tu Aazmaa Zara