Strumming Pattern

122 BPM
↓ ↓↑ ↑↓↑
D DU UDU

A lively, rhythmic pattern that drives the upbeat Bollywood feel of the song.

Intro
Subhaan Allah Subhaan Allah Subhaan Allah
Subhaan Allah Subhaan Allah Subhaan Allah
Interlude
Valle Valle, Valle Valle, Valle Valle
Verse 1
Chaand Sifarish Jo Karta Hamari
Deta Woh Tumko Bata
Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke
Karni Hai Hamko Khata
Zid Hai Ab Toh Hai Khud Ko Mitaana
Hona Hai Tujh Mein Fanaa
Chorus
Chaand Sifarish Jo Karta Hamari
Deta Woh Tumko Bata
Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke
Karni Hai Hamko Khata
Interlude
Valle Valle, Valle Valle, Valle Valle
Verse 2
Teri Adaa Bhi Hai Jhonke Wali
Chhu Ke Guzar Jaane De
Teri Lachak Hai Ke Jaise Daali
Dil Mein Utar Jaane De
Aaja Baahon Mein Karke Bahana
Hona Hai Tujh Mein Fanaa
Chorus
Chaand Sifarish Jo Karta Hamari
Deta Woh Tumko Bata
Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke
Karni Hai Hamko Khata
Bridge
Subhaan Allah Subhaan Allah Subhaan Allah
Subhaan Allah Subhaan Allah Subhaan Allah
Hai Jo Iraade Bata Doon Tumko
Sharma Hi Jaaogi Tum
Dhadkane Jo Suna Doon Tumko
Ghabra Hi Jaaogi Tum
Hamko Aata Nahin Hai Chhupana
Hona Hai Tujh Mein Fanaa
Chorus
Chaand Sifarish Jo Karta Hamari
Deta Woh Tumko Bata
Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke
Karni Hai Hamko Khata
Zid Hai Ab Toh Hai Khud Ko Mitaana
Hona Hai Tujh Mein Fanaa
Outro
Chaand Sifarish Jo Karta Hamari
Deta Woh Tumko Bata
Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke
Karni Hai Hamko Khata