Strumming Pattern

80 BPM
↓ ↓↑ ↑↓↑
D DU UDU

A gentle, flowing strum pattern that matches the romantic mood of the song.

Intro
Verse 1
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zinda Gaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
Chorus
Oh, Le Liya Dil, Oh Haai Mera Dil
Haai Dil Lekar Mujhko Na Behlaana
Verse 2
Bahaar Banke Aaoon Kabhi
Tumhaari Duniya Mein
Guzar Na Jaaye Yeh Din Kahin
Isi Tamanna Mein
Chorus
Tum Mere Ho, Ho Tum Mere Ho
Aaj Tum Itna Vaada Karte Jaana
Verse 3
Ho, Sajaaoonga Lutkar Bhi
Tere Badan Ki Daali Ko
Lahoo Jigar Ka Doonga Haseen
Labon Ki Laali Ko
Chorus
Hai Vafa Kya Is Jahan Ko
Ek Din Dikhla Doonga Main Deewana
Outro